Thursday, January 27, 2011

a feeling in hindi

Abhi tak woh zinda hai,
Jal kar raakh nahi bane hai.
Abhi tak woh zinda hai,
Us dastaan ki khushbi ne unko chua nahi hai.
Abhi tak woh zinda hai,
Bina mude, bina jhuke, bina khoye chale jaa rahe hai apni manzil pur,
Abhi tak woh zinda hain,
Girkar khude hone ki umang nahi jaagi hai.
Abhi tak woh zinda hain,
Kaise zinda hain,
Kaise nahi khoye hain,
Kaise usi manzil ke tukhe chale jaa rahe hai,
Jab jannat khud se mar kar hee mil paye...........

2 comments:

Unknown said...

shivani, u r superb.such a great talent gal.. kip it up

Unknown said...
This comment has been removed by the author.